Thursday, July 18, 2013







POEM- Aik Haseena thi

aik haseena thi
aik haseena thi
nayan uskey mrignayani
jiasey kayee kayee bateen , saath saath bol rahe ho

battey anoothi निराली थी
Woh Shayd madira ki pyali थी
nasha usmey itna था
itna jitna sharabi sharab bhool जाई
Rangrej rang rangna bhool जाई
Ankhoo mey jheel jiasey gehreyee थी
AIk HAseena थी

Bol nahee payee pir bhi कुछ
Simti huee हसीना
Apney aap sey Lipti , simitati huee हसीना

aNDAAZ AIKDAM निराला
jAISEY FIR SEY MADIRA KA प्याला
hOTH RASEELA , RAS कैसा
JIASE SIMTI PANKHUDIYO SEY TAR TAR GULAB JAL NIKALTA हूँ
aik haseena थी

bATON MEY APNANPAN था
CHERA NOORANI थी
jIASEY REGISTAN MEY BHI GULAB KHILE हूँ

aLLAH WARNAN देखे
mAN KI मैली
JAISEY PAPI GANGA NEHATEY है
mANDIR JANEY WALI, JAISEY BHGAWAAN KO HE LALKAAR RAHI थी

mANA MAINEY HASEENA KABHI SAVITRI NAHI होती
aIK hASEENA थी
ko
Hawao sey batey karte haseena
Hamesa apney ko kush rekhtey haseena
Teej taraar Haseena

Dosrey key sukh mey ,apney ko sukhi kartey haseena
Laacheaar, bebas Haseena
Smiti huee Haseena
Aik Haseena thi

Aadam khor Haseena
Katil Haseena
Jehreela Haseena
Shayad aik ghar( Aishiyana) thod kar , Doosra ghar besana aiyee
Haseena

Chaht kya thi, samaz naa paya woh
Mansa kya thi, samaz naa paay woh
Madhoosh karti Haseena
Nasha utartey haseena

bahar
Parjhar mey bhi , bahar lati Haseena
Bin Sawan key barsaat karatey haseena
Roj Ieed, holi, aur Deewali lati Haseena

Asafal Haseena
Nagin Haseena
Kunthit Haseena
Shayad khud mey saza pati haseena

Lachaar, bebas logo sey ghire Haseena
Samaz aur samjhaney wala naa koyee haseena
Mohabbat kartey huuu haseena
Mohabbat Kartey gayee Haseena

Kavi ki Jaan Haseena
Kavi ki Pran Haseena
Jinhoney sambhav nahi kiya, un sab ko sraap Haseena
Tumhsey jinhoney mujhey Door rakha ,un sab ko mera sraaf haseena

Mandir key Seerhi Haseena
Kissi Masjid kai Minaar n

Kabuliwala ki woh Mini Haseena l
Roti bilakhtey Savitri ki woh Pukaar Haseena
Apney hey Putr key Agni key ke,y liye, Harishchand ki Inkaar Haseena
Aik Haseena Thi

Kavi ka Ahankaar Haseena
Smiti Huee Haseena
Katil Haseena..................................
To be continued

POET-PARVIN ALLAHABADI & MEHEK SULTANA
(there can be Thousand of Mehek Sultana)