Thursday, July 18, 2013







POEM- Aik Haseena thi

aik haseena thi
aik haseena thi
nayan uskey mrignayani
jiasey kayee kayee bateen , saath saath bol rahe ho

battey anoothi निराली थी
Woh Shayd madira ki pyali थी
nasha usmey itna था
itna jitna sharabi sharab bhool जाई
Rangrej rang rangna bhool जाई
Ankhoo mey jheel jiasey gehreyee थी
AIk HAseena थी

Bol nahee payee pir bhi कुछ
Simti huee हसीना
Apney aap sey Lipti , simitati huee हसीना

aNDAAZ AIKDAM निराला
jAISEY FIR SEY MADIRA KA प्याला
hOTH RASEELA , RAS कैसा
JIASE SIMTI PANKHUDIYO SEY TAR TAR GULAB JAL NIKALTA हूँ
aik haseena थी

bATON MEY APNANPAN था
CHERA NOORANI थी
jIASEY REGISTAN MEY BHI GULAB KHILE हूँ

aLLAH WARNAN देखे
mAN KI मैली
JAISEY PAPI GANGA NEHATEY है
mANDIR JANEY WALI, JAISEY BHGAWAAN KO HE LALKAAR RAHI थी

mANA MAINEY HASEENA KABHI SAVITRI NAHI होती
aIK hASEENA थी
ko
Hawao sey batey karte haseena
Hamesa apney ko kush rekhtey haseena
Teej taraar Haseena

Dosrey key sukh mey ,apney ko sukhi kartey haseena
Laacheaar, bebas Haseena
Smiti huee Haseena
Aik Haseena thi

Aadam khor Haseena
Katil Haseena
Jehreela Haseena
Shayad aik ghar( Aishiyana) thod kar , Doosra ghar besana aiyee
Haseena

Chaht kya thi, samaz naa paya woh
Mansa kya thi, samaz naa paay woh
Madhoosh karti Haseena
Nasha utartey haseena

bahar
Parjhar mey bhi , bahar lati Haseena
Bin Sawan key barsaat karatey haseena
Roj Ieed, holi, aur Deewali lati Haseena

Asafal Haseena
Nagin Haseena
Kunthit Haseena
Shayad khud mey saza pati haseena

Lachaar, bebas logo sey ghire Haseena
Samaz aur samjhaney wala naa koyee haseena
Mohabbat kartey huuu haseena
Mohabbat Kartey gayee Haseena

Kavi ki Jaan Haseena
Kavi ki Pran Haseena
Jinhoney sambhav nahi kiya, un sab ko sraap Haseena
Tumhsey jinhoney mujhey Door rakha ,un sab ko mera sraaf haseena

Mandir key Seerhi Haseena
Kissi Masjid kai Minaar n

Kabuliwala ki woh Mini Haseena l
Roti bilakhtey Savitri ki woh Pukaar Haseena
Apney hey Putr key Agni key ke,y liye, Harishchand ki Inkaar Haseena
Aik Haseena Thi

Kavi ka Ahankaar Haseena
Smiti Huee Haseena
Katil Haseena..................................
To be continued

POET-PARVIN ALLAHABADI & MEHEK SULTANA
(there can be Thousand of Mehek Sultana)

Saturday, March 30, 2013


POEM- Kaash tum aaj mere saath hoti

Kaash tum aaj mere saath hoti
zindagi mey koyee aur baat hotee

har taraf bahaar hotee
har raat aik sukuun bhari raat hotee

Hazratganj key woh chaurahe hotey
Panchvati key woh bhalley-chat hotey
Kaash tum aaj mere saath hoti

aaj mere holi jayeda rangeen hoti
inn mee tere sare rang hotey

Allah kasam, bhool bhulaya aik taraf hota
gomti ka kinara , aik taraf hota

Tera saath bita woh pal sametey,
Lucknow ki auJ koyee aur baat hotey
tere bin aaj lucknow aik sunee, sahmey huee shaam thee

Kaash tum aaj mere saath hoti
Khuda Kasam mere zindagi mey koyee aur baat hotee

Kaash Aaj agar aap mere dulhan hotey
Toh maine tujhe saptrangi rango sey rang diya hota
Pura Awadh sahar uska gawah banta

Aaj Lucknow key adab mey koyee aur baat hotee
Kaash tum aaj mere saath hoti
Akhri baar tere ko charbagh chora tha...............................

Sapno mey roj , InsaAllah har Roj aa jati hai tuu
Khab kee baat he choro, jis din khayab mey nahi aati
Kavi Hriday hai dekha

Khab kee baat he choro, jis din khayab mey nahi aati
us din shayad puri raat neend nahi aate hai
Kya batao udhas Dil ki bechanee
Bhootnath key har ghoomtey har khoobsurati mey tujhe he doondha karta huu
phir khayl aata hai
tum woh muraat hoo, Jo mere man mey he hoo

Kaha bhoolbhulaiya ho, yaa gomti ka kinara
Hajaratganj ki chauk, yaa Amanibaad ki purani imeeratey
Aap waha hoo, Jaha hoo, Kaha hoo

Aap koyee Murat nahi hoo, naa he pathar hoo
Jisse mai dudhee,
Allah kasam Lucknow ki Khoobsurati toh Salo pehle Bhopal chale gaye thi
pata chala aapna aik aur saher basaya hai
Lucknow toh ussi din kangaal ho gaya tha...

Kaash aap aaj mere saath hoti
Toh Lucknow ki Khoobsurati ki koyee aur baat hoti
Puri kaum ko aaj mujh pe naaz hota
log tere samney sajdey kartey

Kaash aaj tuu mere paas hotee
zindagi mey koyee aur baat hotee

Hazaro khoobsurati dekhe maine,
tere burkey mein jhakti zindagi ki koyee aur baat thi,
yeh lucknow ki nazakat ka asar hai yaa tera pagalpan,
tune aik sahar basaya, ghar basaya, per Lucknow kangaal ho gaya,
Allah kasam Zindagi mey koyee aur baat hotey

Kash aaj aap mere saath hoti
Zindagi mey koyee aur baat hoti
Lucknow mey bhi Barsaat hoti
Lucknow ki khoobsoorti ki koyee aur baat hotee...

kaash tum aaj mere saath hoti, lucknow aur bangalore mey bhi bahaar Hotee..


Kash aaj aap mere saath hotey,
iss Nawab ki koyee aur baat hotey,
Lucknow ki adab mey koyee aur baat hotey


 Kash aaj aap mere saath hoti
Zindagi mey koyee aur baat hoti

Lucknow mey bhi Barsaat hoti

Lucknow ki khoobsoorti ki koyee aur baat hotee...

kaash Aap aaj mere saath hoti, mere lekhe kavitha benaam na hoti
Inmey khusboo hoti, mehek hote
karuna aur hriday hota

Kaash aaj tuu mere paas hotee

zindagi mey koyee aur baat hotee........


To be continued....

FROM POEM- Kaash tum aaj mere saath hoti
POET-PARVIN ALLAHABADI

Thursday, March 28, 2013

POEM- Kaash tum aaj mere saath hoti

Kaash tum aaj mere saath hoti
zindagi mey koyee aur baat hotee

har taraf bahaar hotee
har raat aik sukuun bhari raat hotee

Hazratganj key woh chaurahe hotey
Panchvati key woh bhalley-chat hotey
Kaash tum aaj mere saath hoti

aaj mere holi jayeda rangeen hoti
inn mee tere sare rang hotey

Allah kasam, bhool bhulaya aik taraf hota
gomti ka kinara , aik taraf hota
Tera saath bita woh pal sametey,
Lucknow ki a
aj koyee aur baat hotey
tere bin aaj lucknow aik sunee, sahmey huee shaam thee

Kaash tum aaj mere saath hoti
Khuda Kasam mere zindagi mey koyee aur baat hotee

Aaj agar tuu mere dulhan hotey
Toh tujhe maine saptrangi rango sey rang diya hota
Pura Awadh sahar uska gawah banta

Lucknow key adab mey koyee aur baat hoyee
Kaash tum aaj mere saath hoti
Akhri baar tere ko charbagh chora tha...............................

To be continued....

POEM- Kaash tum aaj mere saath hoti
POET-PARVIN ALLAHABADI & MEHEK SULTANA
(there can be Thousand of Mehek Sultana)

Thursday, November 22, 2012

मधुमिता अब तो laut जयू

मधुमिता अब तो जयू
अपने इस भाई को और ना सताऊ
तेरे सारी की सारी कविताये , लिख दे मैने

अब तोह लौट जयो
अब मंडे को ना आना
सीधा मंगल को मिलेंगे

मंडे ३ के ३ अपॉइंटमेंट है
अपनी चाय पूरी पी के जाना
मुझे बैडमिंटन खेलने जाने है
सच मे बहन, वोह भी एक बहाना है

नीचे अप्पर्त्मेंट के पीछे "HIGHWAYMAN" खरा रहता है

To Be completed
चंद- by PARVIN ALLAHABADI

Sunday, November 18, 2012

Commercial Pilots -u people are simply Great


Aik Commerecial ka pilot- takes 3/4 lakhs per month..
its justified, yes Justified according to me..
He carrier alsong with him 250+ life with him(Boeing AirBus 320

Mujhe aik 22 saal key ladkey ko within 10 minutes...they told me following
thing...
4 levers ( Green , blue, red, yellow)-things & technology may may have changed till this day.
It was a DEMO FIXED SOLO AIRCRAFT in Indira Gandhi Rashtriya Udyaan akademy ( raiebareely)spelling
Ownes by Ministry of Civil Aviattaion- GOI

GREEN-brake
RED- ACCELETAOR
YELLOW- TURN( RIGHT LEFT BHOOL GAYA, MERA DADAJI BHI NAHI SAMAZ PATEY)
BLUE-NOZZLE
TOLD ME 4 TIMES AND TOLD WITHING 10 MINUTES U HAVE TO FOLLOW THE INSTRUCTION AND KEEP RUNNING THE PLANE WITH WHAT I SAY...

U TIME STARTS NOW-ACCELERATE, INCREASE MORE, GO SLOW, BRAKE , TURN , STOP qUICKY
OVERTURN IT- REMBEMBER COMPUTERISED COMPUTER MONITORING SYYSTEM WAS WATCHING ALL INSTRUCTION GIVEN BY TTHE INSTRUCTOR...
cOOL- MUJHE SAMAZ HEY NAHI AIYA KAUN SA LEEVR KAB DEBAYAAUR KAHA
STILL MANAGWED TO SCORE 250 OIT OF 300(MININMUM CRITERIA) OF PASSING THE PABE TEST
aLLAH KASAM 250 BHI AISEY HEY LEVER GHUMA RAJHA THA

mY fRIEND sELVA - ATAMALIAN SCORED 800 MARKS OUT OF 1000 BEING A MAXIMUN.
TODAY HE RUNS LUFTHANSA - ASHORT HEIGHT, THIN , AN DSLIM
THE FOOD HE TAKES IN A MONTH MAY BE I CONSUME IN A WEEK

tHAT CALLED pilots and that why they r paid for...
AIK GALTI( HAVE READ MAJOR ACCIDENTS), SPECIALLY LANDING IS THE MOST CHALLENGING FOR A PILOT..
iF SOMEONE COMES TO KNOW THE SPEED THAT THE PLANE TAKES AND FLIES- gir jayengey log
Jo speed sey landing hote hai, woh bhi brake pey uska 100 times speed is in AIR
fir PHI LOG WAHA COFEE MANGTEY HAI, AUR AIK SAKH JISKA NAAM PARVIN ALLAHABDI HAI

WHEN kingfisher was active, economy class ka ticket mey Business class ka washroom use karta tha, aur waha rakhey sarey purme teashirt khool key consume karta tha....
Jab Chinki puchtey hai-execuse me you have to use back side..
Allahbdi bolta hai-Sorry mma pata nahi tha- Pls forgive me
Airhostess muskartey hai, usey bhi poata hai
Kya pyaar sey perfumelaga key nikaal gaya

Baad mey bolti hai-Sir i liked the way u sais sorry and ur Attitude
Aur kuch mat bolna-plane mey mera target hota hai peth barna

PARVIN ALLAHABADI
WRITTEN ONLY FOR CAP ANGALI RANGATHAN- 30 SAAL KI LADKI KYA URATEY HAI, HIKOLEY LETEY HAI
TUNEY LEEVR KAISE SAMZA?????
u R A GENEOUS AND A TALENT

मेरी चाय तो बगैर दूध के बनती है

POEM-मेरी चाय तो बगैर दूध के बनती है

मेरी चाय तो बगैर दूध के बनती है
मेरे चाय तोह बगैर दूध के बनती है

शक्कर भी महीनो में कभी अकाद बार पड़ता है.......
चैपत्ति ( चाय अपने पति के साथ- Husband ) ६ साल साल सात महीने पहले मायका निकली है,
अभी तक वापस ही नहीं ऐयी ) ......

अब बच क्या गया मेरे ज़िन्दगी में
क्या करे अल्लाहबदी फकीर हो गया है

चाय पियो मस्त जियो
BY- Parvin Allahabadi & Mehek सुल्ताना

Aaj Kal (infact from past 2 years when i developed the taste for Coffee- Bru Instant not Filtered one....
Kant"t( Pravin C ko K likhta hai, kisse ko yaad karta hai)
u people by now must have realised i write K for C accept for Coffee as she still is not better than Bru-
There May be othert Brands also Nescafe coming closer but its Banti BRU......
Aik Baar key Baat hai.

Bangaluru -lko - Bnagalore direst 6:10 key indigo key udyaan jo Capt anjali ranganathan udathey hai, Up captaan arya vaish, Nazeen seikh jo lucknow key hai, marai pinto(mangluru ki rehney wali hai), aur do naam yaad nahi
Aik shayad kolkatta ki hai, aur aur bengaluru ki niwasi hai

Capt Anjali ranganathan takes charge daily-the best pilot i have come across....
Jab woh Mam Landing karwate hai toh ALLAH dharti per hey Jannat jaise feel hote hai, Makhaan ki tarah aaram sey phisaltey hai..
Usko apna kaam aata hai
Hum kaviyio ki bhasha mey Maharath hasiil kehna kehte hai
jaise sabdo jkey saath hum hassi titholi kartey , she does with the Plane.....

One day i will defintely ask where where diid she did her CPL(Commercial pilot licence)....
Pujney pitaji atarth mere papa muje hamesha aik pilot banna chahtey they
But see the contrast PABT ( Pilot abtitute Battery Test) fail ho gaya -Raebareelly (UP), mey
Pitaji key Rs 3600 bekaar ho gayee
pappa POEM MERE BATTERY HAI
Kavitha mere Zindagi hai( matlab kavitha aik hindu thi)
Hum kaviyo ki battery jayeda charged rehta hai, and now i realised that i am more of a story writer than a POET...

The Infight within me continues- well world will come to know what i am....
haa baat cofee ki ho rahe they,
Rakshbandhan waley dn Capt anjali ki udyaan key khoobsuraati nihaar raha tha
Bechney wali madam aiye( not Goods but Refreshment)----Nazneen seikh thee Mohtarma
Mujhe aaj bhi dekh kar dartey hai

Sir Chai coffee- maine Bru ( rs 10 sache) Nikala aur pakraya
usney mundi hilaya
sir outside food is not allowed ...
Main tabiyat sey yaad dilaya yeh FOOD nahoi cofee bhi
Terte ko bhi Maafi hai kyokee tuu aik musalmani hai
nahi toh allah DGCA tab pahuch jata

Nazeen ney bhir gurraya
U ahve to take what we serve
Humney usko hospitality yaad dilaye, guest ka khyaal rakhna sikhaya
INDIGO AIRLINES KEY TAREEF MEY GANA GAYA
bOLA NAZNEEN tuu mera BRU benadey- apney cofee ka bil phar ley
Nazneen ney kaha sir aap kaun hoo
mainey kaha alian nahi huu, khuda kasam yateem nahi huuu
Main lucknwai nawab hoo wahi jo wahi lucknow sey nikal gaya kyokee jhoota main khud pehan lee thee..
INDIGO owned by which group forgot it
Nazneen ney tabiyat sey Bru banaya- Bill bhi nahi fada
hamesha fone kartey hai

Allahabadi ko jaroorat nahi hai-aik musalmani kafi thi urdu seekhney key liye.......

From The POEM- मेरी चाय तो बगैर दूध के बनती है
POET- PARVIN ALLAHABADI & MEHEK SULTANA.
( there can be thousand of Mehek Sultana)
(कवि Chand, - प्रवीण इलाहाबादी और महक सुल्ताना)

Friday, April 1, 2011

Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe, Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch b nahi




Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe
Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch b nahi

Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar
Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch b nahi

Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak
Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch b nahi

SHAYAR- NOT KNOWN


Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar
Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch b nahi

LIKHNEY WALEY TUU TOH LIKH KE CHALA GAYA
ALLAHABADI KO TANHA, PARESHAN KARKEY CHALA GAYA

MILE KABHI TUU POOCHO TUJHSEY
AIY SHAYAR TUMNEY KAUN SA WAQT MUKARAR KIYA THA

KIS WAQT, KIS MAHOOOL MEY LIKHA THA
DIN MEY LIKHA THA, YAA RAAT MEY LIKHA THA
CHAIN SEY LIKHA THA, yAA BECHAAN LIKHA THA

BHOOKEY PET LIKA THA, YAA BHAR PET LIKHA THA
MAJBOORI MEY LIKHA THA, YAA MAJHBOOT KO KY LIKHA THA

SAWAAN MEY LIKHA THA, YAA BHIR BHADO MEY
PATJHAR MEY LIKHA THA, YAA BAHAAR MEIN
SOCH KEY LIKA THA, YAA BIN SOCH KEY LIKHA THA

NEEND MEY LIKHA THA, YAA JAAGTEY WAQT LIKHA THA
DAL JHEEL KEY HALKI THAD MEY LIKHA THA
YAA CHEERAPUNJI KEY BAARISH MEY MADHOSH HO KAR LIKHA THA

aIY SHAYAR KYA WOH PAANCH BAAR KE NAMAZI THEE
YAA FIR KAURVA CHAUTHA KA VRAT REKNEY WALI
nAURATAR KA NAU DIN PAATH KARNEY WALI
GURU DUARREY MEY GURU GOBIND SAHEB KEY SAMNEY MATHAA TEKNEY WALI
YAA PHIR GIRZAGHAR KEY WOH RUBY


KHATA HONEY KEY PEHLE LIKHA THA
yAA KHATA HONY KE BAAD LIKHA THA

ALLAH KASAM , JAB BHI LIKHA THA
KYA KHOOB LIKHA THA
KYA KHOOB LIKHA THA

KYA KHOOB LIKHA THA
KYA KHOOB LIKHA THA

AIY SHAYAR TUU AGAR KABHI MUJHE MIL JAYE
TOH AIK BAAR YEH JAROOR PUCHUNGA

SACH MEY LIKHA THA, YAA JHOOTMOOTH LIKHA THA
SACH MEY LIKHA THA, YAA JHOOTMOOTH LIKHA THA
...
KISEY KO SAMNEY RAKH KEY LIKHA THA
YAA JHOOTHMOOTH KALPINIK  LIKHA THA

ALLAH KASAM KISMAT WALI HOGI WOH
JISKEY LIYE TUNEY YEH LIKHA THA

KISMAT WALI HOGI WOH
JISKEY LIYE TUNEY YEH LIKHA THA

aIY SHAYAR SACH BOLNEY
KAHI YE SARE SABD RUPI MOTI
KAHI YE SARE SABD RUPI MOTI

Mere Monalisa key liye toh nahi likha tha
kahe yeh sab tumney mere Monalisa key liye toh nahe likha tha

PARVIN ALLAHABADI &; MEHEK SULTANA
( there can be thousand Of Mehek Sultana)

If U are Interested to Join my Blog then go through thiz Link -->>
http://theworldofpravin.blogspot.com/
Written On 30/3/11- A WEDNESDAY WEHN THE WHOLE WAS SLEEPING QUIETLY & PEACFULLY, SO THAT THEY CAN SUPPORT THE NATION TO WIN TODAY KRICKET MATCH...
THERE WAS A SMALL TIME QUIET POET WHO WAS BUSY WITH HIS kIND OF KRICKET
Well His Religion being a religious Humanist is POEtry.